Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Zer-e-deewar khaRay haiN tera kiyaa laitaY haiN:hoonh:
Hum koi chor haiN
?

Mujhe kia pata chor ho, daku ho, lutairay ho,
bank robber ho, terrorist ho. Mai tum ko kahan janoon hoon
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
bakraa bakraa kutta kutta haal hamaara jaanaY hai
JaanaY naa jaanaY BULL hee naa jaanaY rewaR tau saaraa jaanaY hai ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Tum ko dekhaa tay khiyaal aayaa
cafe ik zoo aur nayaa bander aayaa ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Mere bhai nay mujhe kesa pehchana… ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Tera banda kithay?
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
haaN maiN tau ALLAH miyaaN kee Gaye hooN ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
kounsa walla ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
^Hai ALLAH
kitnay hain?
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Gaye…
tum larki ho?
Pehlay kyon nahi bataya…
mai tumhe apni paki sehali bana leti. :nahnah:
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
naheeN maiN khudaai fojdaar hooN ![]()
PS: laRkiyaaN gaaye hotee haiN
?
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
abb kiya bataoun…![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
Gaye is a female term.
Ps: larkian gaye nahi khun'khawar bilian hoti hain.
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
EMM....
baz aa ja.
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
issi liye maiN “billi marka” metro milan agar batti use kartaa hooN ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
not my fault ![]()
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
uss ko baaz kiouN bulaa rahi ho?
app Baaz maiN rehti ho kiyaa?
Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain
agreee!!! ![]()