Aik Nazm,
Hawa Ke Lehjay Main Guftugu Hai
Qadam Qadam Per Saron Ko Dhuntay
Yuun Manzilon Ko Rawaan Dawaan Hain
Ke Jese Hum He Tou Manzilain Hain
Humeen Hain Roshan Chiraagh Saray
Muhabbaton Ka Jawaab Saray
(Azam Khursheed)
Umeed Hai Pasand Aye Gi..
Regards,