![]()
… belated HAPPY BIRTHDAY ![]()
![]()
PS:
Update your Profile and change your location… ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
juni boy bhai jaan
aap ko buht buhat happy birthday to you mubarak hoo ![]()
Chacha ranger bhai jaan sahib
Kyaa haal chaal hay
joo paisay aap nay bhaijay thaay woo khatam ho gaiey
aik cheque aur bhaij dain - jaldi
mairee cigarette khatam ho gai hay ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
Man demand CAPSTAN ![]()
PS: Aik adad GOLD LEAF ka carton Scan kar kay e-male kar raha houn. Milney par ittelaa zarour karna… ![]()
Aur haan bay-fazool karchian zara kum karoo… ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
bay fazool tu kuch nahi kartaa ![]()
bass wohi puranay doo teen shauq hain ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
KSA tak tou sirf do hi thay…
Thanday Muluk jaa kay 3 aur paal liya kiya ![]()
![]()
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
jee buhat sardi lagti hay idhar ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
Woh yaad hey na… Sardi main jub pi’oo gey yaaroo, Garam Coat bun jaey ga… ![]()
:desimunda:
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
idhar kafi achhay achhay coat hotay hain ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
chalo yea bhi theek hai
puraanay dostoon nay idhar hi flooding shuru kar di ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
yeh flooding nahi hay ![]()
bahamee dilchaspee kay amoor par tabadaLa e Khayalaat hay ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
![]()
jee Unckeel Jee. nazar aa rahaa hai
tu yea bhi tu discuss karein na k ghar saay maar kitni dafaa parti hai
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
Yeh mera dhaga hey main jo karoun — aapko kiya ![]()
US: Do chaar Coat kay sample yahan bhaij dain… Yahan Marketing campaign chalatay hain…
L:hehe:Lz @ Bahamee Dil-Chaspee k Umoor… ![]()
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
sirf Coat
ya full Overcoat ![]()
Kitni demand ho gi per year - approximately
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
Donou k samples courier karwa dain — sample daikhney k baad hi market position ka “guestimate” kar sakain gey. Waisay mera idea hey kay Full Overoat ki yahan ziyada khapat nahi ho gi :roman:
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
tu naraz tu na hoon na
awein mein aadhi raat ko maasoom bachi ko daraa diyaa ![]()
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
Alay alay - masoom si piyari si bachi darr gai… shorrii
alay munii hum tou mazaq kal laey thay ![]()
![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
pehlay ice cream khilaaein ![]()
Re: Juni^Boy… Wishing You a…
mujhe bhi ice cream chahiye:blush:
Re: Juni^Boy.... Wishing You a.....
Junaid Bhai: Saalgira Mubarak ho!
Re: Juni^Boy.... Wishing You a.....
happy birthday junin boy