Kalay khan to Jumman Chachu : Aaj mainy bus ke peechay daud (run) ke 3 Rupees bachaye…!
Jumman Chachu : Ary! tum nihayat he bewkoof aadmi ho, miyan taxi ke peechay bhagtay to 100 Rupees bachatay…
--------------------------x--------------------------------x--------------------------
Mrs Jumman : Hamaare yahan aaj tak chori nahi hu-ei… pata hai kaise?
Jumman Miyan shayar hain…to raat ko aksar badbadaatay rahtay hain… vah vah…kya baat hai…vah vah…irsshaad…mukkamal…