**As Salam-o-Alaykum
Ramdna ul Mubarak k Akhri Jumma ko baad nimaz e Zohar 2 Raakaat Nimaz Parhein
Pehli Rakaat main Surah Fateha k baad Surah Zilzaal Aik baar Surah Akhlas 10 Martba
Dusri rakaat main Surah afteha k abad surah kaferoon 3 martba parhein
Baad Salam k 10 martba darood shareef aprhein
Phir
Do rakaat nimaz parhein Pehli rakaat Main Surah Fateha k baad Sura Takasur Aik baar Surah akhals 10 daffa parhein
Dusri Rakaat main Baad surah fateha k Ayat ul kursi 3 martba Surah akhlas 25 martba baad salam k Darood shareef 10 daffa parhein **