Mai ne Faaslo ko mitaya wo judai kar gya
kitna mosoom tha wo lekn bewafai kar gya
wo sikha gya kissi pe na aitbaar karna
kitni burai kar k ik achai kar gya.
Raabta toot chuka hai to ye sadain kaisi
Ab jo milna hi nahi to wafain kaisi
chund yadain aur kuch ansoo hain wapis le lo
gar nahi koi jurm to ye sazaine kaisi.