This is the first time iam posting my own poem in GS.. hope u guys will like it …
judaee
Khabi khabi may sochtee ho kay
muj say juda hokar tum
mujay bhool to nahi jao gay
kisi aur kay to nahi ho jao gay
woh pyar jo tum mujay nahi daysakay
kisi aur ko to nahi dogay
khabi khabi may sochtee ho
muj say juda hokar tum
mayri anko may anso daykar tum
kisi aur ko khoshi to nahi dogay
mujay akayla chor kar
kisi aur ka sat to nahi dogay
khabi khabi may soctee ho kay
muj say juda hokar tum
mayri umeed ka deeya buja kar
kisi aur ka jala to nahi dogay
mayray chat ka saya chura kar
kisi aur ka saya to nahi bano gay
khabi khabi may sochee ho
aur per khud hee hansti ho
kiokay mujay pata hay kay
judaee bee ak pyar hay