kisi ko alvidaa kehna bohat takleef dey'ta hai
umeedaiN toot jaati haiN
yaqee'N pe be-yaqeeNi ka ko'haR kuch ay'esa chaRta hai
dekhaa'ee kuch nahi deta, sujhaa'ee kuch nahiN deta
dua k lafz hontoN peR musalsal kapkapaatay haiN
kisi khwahish k andaishay zehaN maiN do'eR jatay haiN
***gumaa'N kuch aesa hota hai k jaisay mil na pa'yen gaiN ***
***ye gehRay zakham fuRqat k kisi say sil na pa'yeN gaiN ***
kabi aisa b ho Ya Rab, tu dua’yaeN maaN laita hai
tuu koi moajzaa kaR day tuu aisa kaR b sakta hai
meRay haathooN ki jaanib dekh inhaiN tu bhaR b sakta hai
Juda’ee ki ye teekhii dhaa’eR diloN ka khoon kaRti hai
Juda’ee ki azi’at say meRa dil ab b daRta hai
Juda’ee do ghaRi ki ho to koi dil ko samjha’aye
Juda’ee chaaR pal ki ho to koi dil ko behlaa’aye Juda’ee umeR bhaR ki ho to kya chaaraa karay koi
***k ik milnay ki hasrat maiN bhala kab tak jee’ay koi ***
meray Moula kaRam kaR day Tu aisa kaR b sakta hai
meray haathoN ki jaanib dekh inhaiN Tu bhaR b sakta hai…!!
Re: Juda'ee umeR bhaR ki ho to kya chaaraa karay koi
*bahot khuub Janoji.
Nikammo ik baat hei- Amal kaese hein- aap ko to pata hoga shayad. Unhe hamara salaam kahen aur kahen ke unhe hum miss karte hein. Bahot raunaq thi yahan us ke zamane mei :(
*
Re: Juda'ee umeR bhaR ki ho to kya chaaraa karay koi
bahot khuub Janoji.Nikammo ik baat hei- Amal kaese hein- aap ko to pata hoga shayad. Unhe hamara salaam kahen aur kahen ke unhe hum miss karte hein. Bahot raunaq thi yahan us ke zamane mei :(
un ke zamanay mai kiss dour ki baat hai.. hum nay to hamesha dead hi paya tha poetry section ko.
Re: Juda'ee umeR bhaR ki ho to kya chaaraa karay koi
bahot khuub Janoji.Nikammo ik baat hei- Amal kaese hein- aap ko to pata hoga shayad. Unhe hamara salaam kahen aur kahen ke unhe hum miss karte hein. Bahot raunaq thi yahan us ke zamane mei :(
ye tu ap Amal se he pooch sakti haiN wo kesay haiN....me aur un ka rabta sirf yahi taak hia jesay ap logo ka hai since he diable his private..jitna ap log un k barey maiN jatey me shaied kam he janti :)..cuz Nikami k leay jesay ap haiN wesay he Amal jo chala gaya so chla gaya...me care about jo samnay hotey jo kisi ki care nahi karety why un k baray maiN even soocha b jaa'ey keoN ...and JW i have better things to do :)
Re: Juda'ee umeR bhaR ki ho to kya chaaraa karay koi
ye tu ap Amal se he pooch sakti haiN wo kesay haiN....me aur un ka rabta sirf yahi taak hia jesay ap logo ka hai since he diable his private..jitna ap log un k barey maiN jatey me shaied kam he janti :)..cuz Nikami k leay jesay ap haiN wesay he Amal jo chala gaya so chla gaya...me care about jo samnay hotey jo kisi ki care nahi karety why un k baray maiN even soocha b jaa'ey keoN ...and JW i have better things to do :)
OHH OK. Sorry to have bothered u about such an unpleasant issue.