jub

Exam sir per hoon sirf ik week baqee ho or app ki koi tyaare bhi na hoo or exam bhi final term kay hoon

to app ko perhna chaeye ? lakain

phir main yahan kia ker rahee hoon * naraz * perhtee kion nahi ja ker
Smack

Re: jub

Zindagi khud aik buhat baRaa imtehaan hay :hinna:

Re: jub

^ ohh app ko kia hoaa uncle muhmmad ali banay hoye hain ajj * naraz *

Re: jub

Zindagi Imtehaan laiti hay
AaaashiqooooN ki jaaaaan - AashiqooN ki jaaaaaaaN

Aaashiqoon ki jaaaaaaN laiti hayyyy hayyy hayyy hayyyyyyy

:chai:

Re: jub

^ ..ajj begum jee say kitnay danday peray hain : P

hahah lajawab ko app say thora training lay layne chaeye : D

Re: jub

main lajawab ko buhat hi lajawab kaddo ki bhujia aur maash ki daal pakana sikha sakta hoon - aur har tarha ka parathaa bhi :blush:

Re: jub

^ ha ha ha ha

aaho ajj kal sughar husbands ki bohat demand hay app

uncle stalker ka bawerche khana ka topic kion nahi khol laytay : P

Re: jub

go study gal:smack:

Re: jub

kuch padh likh lo yehi omer hai padhnay ki baad main chaho gi bhi to waqt nahi milay ga kaddu ki bhujya aur maash ki daal pakanay say :)

Re: jub

^ dil nahi lagta : (

Re: jub

:omg:

aur banwata koon hai:hoonh:

Re: jub

kia mera topic ko KADDo or maash ki daal bana diya * naraz *

Re: jub

exams mein GS zada acha lagta hey :chai:

Re: jub

bacho kay mazloom abbu … agar biwi padh likh kar doctor ban jaye to us say kaddu ki bhujya banwatay hoey shohar ko kab acha lagay ga:D

Re: jub

:cb: jee app ko hi patta hoo gah..muhjai tou yai pata hai kai larki PHD kar lai uss nai banani rooti hi hai:hehe:

Re: jub

to pher aap PHD na kijey ga … BTW uncle stalker ko kaddu ki bhujjya kion bana padi … lagta hai unki wife PHD hain aur woh :cb:

Re: jub

^^

:omg: yai tou uncle hi bata saktai hain app kai:)