Jub zakham dehknay walay hon

http://i55.tinypic.com/245g67c.jpg

Re: Jub zakham dehknay walay hon

dil dukhta hai :hinna:

A public service message from Institute of Cardiology.

Re: Jub zakham dehknay walay hon

Gases ki problem se bhi dil dhukhta hai

Re: Jub zakham dehknay walay hon

acha.. konsi gases... green house gases. sui southern gas ya sui northern gas

Re: Jub zakham dehknay walay hon

Arrey nahin... Bulkay woh wali jo murraghan khana buht zyada thoonsnay k ba'is ho jaati hai aur jiss se anijaat sirf neem hakeem ka majoon khanay se he milti hai.. Side effects k baghair:-)

Re: Jub zakham dehknay walay hon

you mean natural gas

Re: Jub zakham dehknay walay hon

human gas

Re: Jub zakham dehknay walay hon

organic gas?

Re: Jub zakham dehknay walay hon

Dil dukhta hai, yaani heart attack, itni see baat samajh mein nahin aatee. :smack:

Re: Jub zakham dehknay walay hon

tum yaad aao,dil dukhta hai

hai na preshani wali baat

Re: Jub zakham dehknay walay hon

hamen aa gai thi. Dr Diva ne doosri beemariyon ki nishandahi ki

Re: Jub zakham dehknay walay hon

hum to us beemari ka munasib naam tajweez kar rahy thy

Re: Jub zakham dehknay walay hon

to kia tajweez kia Dr Tarash aap ne

Re: Jub zakham dehknay walay hon

aap samait hum sab ne tajaweez dy di hain,ab dr diva ko kon sa naam pasand aata hai,wohi final ho ga

Re: Jub zakham dehknay walay hon

Bohat Khoob........:(