Jub usay yaad karun

Re: Jub usay yaad karun

:clap:Maza aa gaya

Re: Jub usay yaad karun

poetry ka ya background ka ?

Re: Jub usay yaad karun

Poetry ka:@:

Aap background mein interested hain???

Re: Jub usay yaad karun

idher to na poetry nzr a rehi hy na background

Re: Jub usay yaad karun

Good one.

Re: Jub usay yaad karun

kia good one kuch perha ja reha hy

Re: Jub usay yaad karun

:p

Re: Jub usay yaad karun

Jub ussay yaad karun kitna badal jaoun mein
Dekhtay dekhtay ek khawab mein dhal jaoun mein

Dil toh kerta hai kabhi jaan churaa ker sub say
uski aankhon mein kahin dur nikal jaoun mein

uski ulfat kay nafrat say mujhey dekhtee hai woh
woh kabhi piyar say dekhay toh pagal ho jaoun mein

Re: Jub usay yaad karun

Yahan to dono hi ghayab hain

Kon le gaya:hmmm:

Le jana tha to
Political parties k posters le jaate:hoonh: