Kuch log tow chalnee lay kar ga a thay iss ley a saree gir ga e aur kuch sub say pechay line main lagay hu a thay iss ley a thori see hee milee.
What about you ?
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
**same to you ![]()
main hi tha wo jo app se agay tha.yaad nahi rehi ab
/B]
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
mein agay walon men shamil hota hon
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
Can not confirm it but I think aap ke hissay ke jo chalni se girri thi kuch hamain milli.................:D
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
![]()
![]()
![]()
usaatad se peeche hote hain.
badtameez:femme:
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
m tau aqal baant rahi thi na ![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
gusatakhi maaf ustaad ji lakin ap ko dekh kar lagta nahi ![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
tab aap mujhe udar chor kar akele kahin chale gaye the
mein ne to pirh agay hee jana tha na ![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
main line main peechay thi
choti thi is liye beech main ghus gai aagay
to Allah miyan ne dewar k saath khara kar k murga bana diya,![]()
murgay ne sharmindagi say bachnay k liy request ki to phir penguin bana diya:@:
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
phir b tum peeche hi the main line tor kar
aur agay chala gaya tha.
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
yaar jo tori bhot aqal dhi hai Allah ta'ala ne, uska shukar karein... alhamdulillah
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
aqal phir b nahi li pingu ne.![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
Allah miaan mujhy aqal dey rahey they sub mein bantney key liye
aur mein sab kee aqal mein say thodee thodee aqal maar raha tha :p
iss liye tou itna aqalmand hoon :)
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
Main hospital main tee ![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
![]()
kion?![]()
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
sab hi chalni ley ker gaye they aqal beh gaii tabhi to gupshup per aayein hain
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
Why? is aqal liquid?
I think aqal comes in solid chunks .. so chalnee does not matter

Now that is smart question. I think you were there with a daigh.
Re: Jub aqal but rahi thee tow aap kahan thay ?
wah wah lovely answer!!