Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
![]()
kabhi kabhi aankh khul jane per insaan phir ussi khwab main jana chahta hai
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
magar jo waqat guzar jata hay wo wapis nehi aataaa…
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
true…
waqt guzar jae, log bichhaR jae.. phir milna mushkil
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
to isi tarah janab khawaboo k sath hota hay.. wo wapis to jana chahta hay magar ho nei sakta… waisy khawab daikhny par koi pabandi bi nehi hay…
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
lekin insaan to apni pasand ka khwab bhi nahin dekh sakta
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
yeh Ghazal mere maHboob shaa’ir janaab e AsGhar Husain “AsGhar” GonDvii kii hai…zabardast Ghazal. yeh Ghazal mukammil Ghazal nahiiN hai…agar kisii ko darkaar ho to maiN use bhej saktaa huN…is Ghazal kaa ek ek she’r nageena hai. ![]()
Re: Jub Aankh Khuli daikha, Apna he Gireebaan hay,
yaheen post kar den KKF uncle

Very nice.