Re: Journalist who published story of nexus between Navy and Taliban is missing/ murd
I can not narrate in English.
Kuchh arsah pehlay us kay seenay main shaid aik goli lagi,jis ki wajah say us ki paslian kamzor theen. Ghaliban woh zalmon ka baheemanah tashdad bardasht nah kar saka aur us ki paslian toot gain jo mot ki bari wajah bani. Phir us ki lash chhupanay ki koshish ki gai jis ki wajah say us ki body khrab ho gai thi, phir garmi shadeed hay jo bhi body khrab honay ki aik wajah hay.