Ek gher say her waqt hansney ki awaz ati thi .
Aik sahab us ghar gaey ta kay itni khush gawar zindagi ka raz malooom ho sakay.
unhoone shauher se poocha ki aap ke ghar se har waqt hansi ki awaaz kyon aati rehti hai ?
shoher nay bataya ,
ki
meri biwi mujhay jootay say marti hay…
lag jaey to wo hansti hay …
na lagay to mai hansta hun…