[quote]
Originally posted by Muddi:
**Joo Utar Kar Zeena-e-Shamm Say Tairee Chasm-e-Khush Main Sama Gaiy
Wohi Jultay Bujhtay Chiragh Mairay Baam-o-Dar Koo Saja Gaiy
Yeh Ajeeb Kahil Hai Piyar Ka Main App Deekha Yeh Mojzaa
Joo Lafz mairay Gumaan Main Thay Tairee Zubaan Pay Aa Gaiy
Woh Geet Joo Tum Nay Suna Nahee Mairee Umer bhar Ka Riaz Tha
Mairay Dard Key Thee Woh Dastaan Jisay Tum Hasi Main Ura Gaiy
Woh Chiragh-e-Jaan Kabhi Jiss Key Loo Na Kissee Hawa Say Nagoon Howi
Tairee Baywafi Kay Wswasay Ussay Chupkay Chupkay Bujha Gaiy
Woh Tha Chand Sham-e-Visal Ka Keh Tha Roop Tairay Jamal Ka
Mairee Rooh Say Mairee Ankh Tak Kissee Roshni Main Naha Gaiy
**
[/quote]
very nice mudi.
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*