Jony and Jaan Lewaa

Aao yaaron, lets flirt with me.:nuch:

Maza aye ga jab mil bethain gai deewanay teen.:smiley:

Re: Jony and Jaan Lewaa

Dude, what the hell are you smoking?!

I want some. :phati:

Re: Jony and Jaan Lewaa

tum abhi bachy ho jao doodh pi ker so jaoo

Re: Jony and Jaan Lewaa

Mein Mod hoon jao mujay garam garam rotiyaan laikar auo :phati:

Re: Jony and Jaan Lewaa

Kal jo rotiyaan di thi uska kia howa, becha kai nahi rakha aaj k liyai

Re: Jony and Jaan Lewaa

kal ki rotiyaan tho mein khaagaiy hoon…abh aap mujay aaj ki rotiyaan deiN naaa :grumpy:

Re: Jony and Jaan Lewaa

:knock: :knock:

May i come in…:confused:

Re: Jony and Jaan Lewaa

:smack: OO larki dokhi aadmi ko aur dokhi met kero merai pass rotiyaan hoti to mai GS per kia kerta, mai to khud yaha rotiyaan laynai aaya hoo:teary1:

Re: Jony and Jaan Lewaa

rotiyaan lai hoo to aa sakti hoo

Re: Jony and Jaan Lewaa

wat r u smoking weed??? flirt with you?????? little baby boo...

Re: Jony and Jaan Lewaa

rotiyaa tau nahi pathorayy hain… :snooty:

chalain gai??:confused: :halo:

Re: Jony and Jaan Lewaa

sub chalain gai agar moft kai hain to

Re: Jony and Jaan Lewaa

naa bhayeee iss duniya mei tau tikkaa bhi freee kaa nahi miltaa…:snooty:

talk bznezz :smokin:

Re: Jony and Jaan Lewaa

Ye app ney mujh sey kaha to phir Allah Hafiz mai dubai mai 16 ghantey kaam ker kai aap key jaheez ka bundobesht kernai ja raha hoo duwa kerna koi acha sa sheikh mil jaye

Re: Jony and Jaan Lewaa

awwww

acha tho APP kiss say rotiyaan layrahaiN haiN? :hoonh:

Re: Jony and Jaan Lewaa

LOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOLZZZZ

:rotfl: :rotfl: :rotfl: :rotfl:

dukhiii :smack: i didnt mean “WO” wala bhaiiiii duffar:smilestar:

u dont have to worry abt. my jaheezz… mei uss banday sei shaadi kerongi jo jaheez …mujhey nahi aagay aata:snooty: mei aagay kia kahoon

coz u never know…:halo:

Re: Jony and Jaan Lewaa

phat…

abhi tau mujh sei manginggg…:smiley:

but i dont have rotiyaan:(

Re: Jony and Jaan Lewaa

koshish ker raha hoo dowa keroo jaldi sai koi jaldi sai Naik Allah ki bandi mil jaye

Re: Jony and Jaan Lewaa

dukhiii tum nei mujhey yaad kia??:blush:

Re: Jony and Jaan Lewaa

hey hey dil sai bohet barha bojh utter gaya:blush: