**Husband apni BV ka janaaza le ker ja raha tha. Janazay k agay aik kutta aur peechay aadmion ki lambi line thi.
1 aadmi aa ker poochta hai: Bhai ye sab kese hua?
Husband: iss kuttay ne kaat liya tha aur meri wife mar gayi
Admi: Ye kutta aik din k liay mujhay day do.
Husband: Tum kya samajhtay ho ye sab meri BV k janaazay mai shirkat kerne aye hain,ye sab kutta lene aye hain,peechay line mai lag jao..
**