Re: join years?
Bass ji kia karain … Allah day banda lay… uss nay proudness di… ham nay li… kia khata ki ? :-p
hehe jawaab to wo har maktab-e-umar k insaan-o-Haiwaan ko barmala dia jaana chahyay … yehi to husn-e-kamal hay k jawaab par sab hi khilkhila uthain ![]()
agar yeh jurrat mera matlab hay yeh salahiyat nai to aap ka yahan kia kaam ![]()
main dhoti ? :s abay main Larka (Munda = Kura ) hoon… main dhoti nahi main dhotA hoon… infact dhota main nahi washing machine hay :-p