Re: Joh beeti hai
Bewaqt sonay se wesay bhi tabiyat kharab ho jati hai
Re: Joh beeti hai
Bewaqt sonay se wesay bhi tabiyat kharab ho jati hai
Jub zindagi kee nayya doob rahee ho toh tabiyat kay kharab honay kee parwah kaun karey.
Re: Joh beeti hai
uncle take ur time
Re: Joh beeti hai
nice...
something to go with your mood
Thakay haaray huway khwaaboN kay saahil par
kaheeN ummeed kaa choTa saa ik ghar
bantay bantay reh gaya hay
woh ik ghar bhoolnay maiN
abhi kuch din laggaiN gay
Re: Joh beeti hai
nice...
something to go with your mood
Thakay haaray huway khwaaboN kay saahil par kaheeN ummeed kaa choTa saa ik ghar bantay bantay reh gaya hay woh ik ghar bhoolnay maiN abhi kuch din laggaiN gay
Iftikhar Arif?
Re: Joh beeti hai
^ no idea : )