Re: jo zakhm tu ne diye thay
jo zakhm tu ne diye thay wo bhartay jaatay hein charhay huay thay jo darya, utartay jaatay hein
samaet lay mujhay baahon mein aey firaaq ki raat falak pay dekh, sitaaray bikhartay jaatay hein
nahi hai aur to kuch bhi hamaaray haathon mein siwaaey arz-e-tamanna, so kartay jaatay hein
ajeeb log hein ye ehl-e-intezaar k jo khud apni aag mein jal kar sanwartay jaatay hein
bahot udaas huun mae :(