jo zakhm tu ne diye thay wo bhartay jaatay hein
charhay huay thay jo darya, utartay jaatay hein
samaet lay mujhay baahon mein aey firaaq ki raat
falak pay dekh, sitaaray bikhartay jaatay hein
nahi hai aur to kuch bhi hamaaray haathon mein
siwaaey arz-e-tamanna, so kartay jaatay hein
ajeeb log hein ye ehl-e-intezaar k jo
khud apni aag mein jal kar sanwartay jaatay hein
Re: jo zakhm tu ne diye thay
asad kya hua bhai kion udaas ho
btw nice sharing :k:
SJ
3
Re: jo zakhm tu ne diye thay
nice :)
Re: jo zakhm tu ne diye thay
Khoob..
Re: jo zakhm tu ne diye thay
nice sharing:)
Re: jo zakhm tu ne diye thay
jo zakhm tu ne diye thay wo bhartay jaatay hein
charhay huay thay jo darya, utartay jaatay hein
samaet lay mujhay baahon mein aey firaaq ki raat
falak pay dekh, sitaaray bikhartay jaatay hein
nahi hai aur to kuch bhi hamaaray haathon mein
siwaaey arz-e-tamanna, so kartay jaatay hein
ajeeb log hein ye ehl-e-intezaar k jo
khud apni aag mein jal kar sanwartay jaatay hein
bahot udaas huun mae :(
Re: jo zakhm tu ne diye thay
wow Lobly .sharing ....