**bila-jawaz rakhain khud ko beqarar bhi kiun..
jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
say ganwa ke raho ab khizaoon ki zad main…
jo wo nahin hai to phir mosam e bahar bhi kiun.
agarcheh bhulaye howay isko aik umar howee…
to phir ye aaj tabiat hai sogwar bhi kiun.
wo jin labon pe yakeen e wafa mehak na sakain…
phir in ke lams ki khuwahish ho ik baar bhi kiun.
jab isko shoq tha rastoon ki dhool honay ka…
palat ke dekhta jata tha baar baar bhi kiun.**
Aqls
February 22, 2007, 7:17am
2
Re: Jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
achhi peshkash hai
Re: Jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
aww, very touchy...
pk786
February 23, 2007, 10:23am
4
Re: Jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
**agarcheh bhulaye howay isko aik umar howee...
to phir ye aaj tabiat hai sogwar bhi kiun.
wo jin labon pe yakeen e wafa mehak na sakain...
phir in ke lams ki khuwahish ho ik baar bhi kiun.**
wow nice one :)
Re: Jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
agarcheh bhulaye howay isko aik umar howee...
to phir ye aaj tabiat hai sogwar bhi kiun.
wo jin labon pe yakeen e wafa mehak na sakain... **
**phir in ke lams ki khuwahish ho ik baar bhi kiun.
wow nice one :)
Suna tha ki sirf insaan hi shayari kiya karte hain
Gupshup ki mehfil kuchch aisi hai "HullaGulla" *
*Yahaan to 'sher ' bhi shayari kiya karte hain. :) *
++++++++++
* (tigers, lions, cats)
Re: Jo tu nahin to phir tera intezar bhi kiun.
thanks Friends!!!!!