Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

phir mujhay kiyon khoya. :hoonh: ab bhugto. :snooty:

Yeh app Pakistani politics Ki tarah bayan na badle.
First post Ki tashreeh kuch aur keh rAhi hai.

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

Bohat Khoob.........

TAITANIC 3 bana lyty.............

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

tumhe kis ne khoya… khoye se yaad aaya khoye wala zarda khaya tha? kaisa laga?

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

han, khaya tha. mujhay yaad aagaiy. :blush:

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

poster ka shair se mutafiq hona zaroori nahin :snooty:

Apne picture kyu attach Ki? Aesi Kiya khas bar thee is shair Mai ,kuch to tha

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

buhat khub:k:

Aik machli pakar ke idhar bhi dena..

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

main to jiia ko idea de raha tha ke kaisi pics post karni chahiye

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

aik nahin do
main bhi aa gya hon

Usko apse zyada pata hai.

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

Garam hoti hai, na khaein

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

sardi door ho gi

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

Chalgozay khaein

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

sailaab kaise aaya :frowning:

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

time pe mil jata to ap ne kehna tha
is ka rona nahin kyon tumne kiya dil barbaad
is kaa gam hai ki bahut der mein barbaad kiya
:wink:

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

kisi ne boht annoy kar kar ke bache ko rula dia

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

shubh shubh bolen

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

ager mujy dekh k yi harkat kerta to pata he
es k sath kia hota :hehe:
pechy se hi AIK esi perti k seedha samuder me :sannan:

Re: Jo Shaks ganwa betha hoon nayab bohat tha

Oh and thread ka title bhi wohi shair Jispe Mai kab se focus kar rahi hoo