Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Is Daur e Riya Main Ae logo , Us Shakhs Se B Mohtaat Raho

Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai, Woh Janay Kya Kya Kr Sakta hai

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Bohat khoob...........
Wafa nhi, Adakaari...........

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

well you never know its wafa or adakaari until your bitten ? right ?

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

right…:k: but
agar Aap apni side pay naik niy`yat hyn to ALLAH aapko us point k aany sy pehly sub kuch zahir kr dyta hy…

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

really ?

ye shadi se pehle wali mohabbat tou waisey he na jaiz hai…tou ismey naik niyat ya not naik niyat kahan se aa gaye ? :konfused:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Wafa daari sirf Mehboob k liya hy.......?
Or kisi rishty sy wafa ka silsila nhi hota.......?

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

itna shuk. :nahi:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

hota hai :hmmm:

dunya he shakki hai :emmy:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

:k:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

:ASA:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

:hat:

kya hua aapko ? :5:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

to bewafa ziyda acha howa phir. ager wafa par itna conrern hai

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Sahi kaha ...

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

bohat ala :k:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

:lajawab:

Jo shakhs wafa kar sakta hai, wo aasman ke taare bhi la sakta hai? :hmmm:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

sirf dialogue bol sakta hai. :chai:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Bilkul sahi :omg:

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

Kal Maine idhar post Ki thee wo kidhar gae :(

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

dobara kar den.. aap ka waham hai

Re: Jo Shakhs Wafa kr Sakta hai

^ wahan Nahi hai na :(

Maine likha tha ke ab Banda wafa kare tab bhi logon ko masla? Akhir Banda kare tou kare Kiya.