By Subha.
JO na tha tasawoor maiN wo youN ho gaiya
JO na tha tasawoor maiN wo youN ho gaiya
paas hotay huway wo hum say judha ho gaiya
kaha na tha jaab taak suna tha sirf afsan-e-dill us ka
wo sath raha phir paas hotay huway bhi judha ho gaiya!
Qasoor tha baas itna kay halat-e-dill baiyaN kaar di thi
Afsoos tha to baas itna kay qadar koi is puglay dill ki humaray na thi
Hum royai na thay us rooz hairaN thay halat-e-zabat pay apni hum
Dukh tha to sirf itna kay ansooN nay bhi humaray sath na diya humara!
:k:
Very Nice… ![]()
Nice :k:
thanks alot…
thanks..
swera jii great:k:
Very nice thanks for sharing
Such a wonderful stuff… Thanks for sharing Subha …:k:
:k:
thanks..
thanks u & u r welcome..
Thankx & my pleasure!
ab yahaN kiya reply kartay jaab hath hota…I guess this---->:)
Thanks all…very much..
zabardust:k:
zabardast!