jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

maiN samandrooN ka mizaj hooN abhi is nadi ko pata nahi
sabhi nadya’N muj se mili magaR maiN kisi se ja mila nahi

meray dil ki simet na dekh tu kisi aur ka ye muqaam hai
yahaN us ki yadaiN muqeem haiN ye kisi ko maiN ne dya nahi

mujhaY dekh k na jhuka nazaR na kawaar dil k tu band kaR
teRay ghaR maiN aa’oN gha kis tarha k maiN admi hooN hawaa nahi

meRay dil ko khushboo se bhaR gaya wo kareeb se yuuN guzaR gaya
wo meRi nazaR maiN tu phool hai usaY kia laga maiN pata nahi

ya muqadRooN ki likhawatiaN jo chamak gayeN wo parhi gayeN
jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

ya badaR ab be sawal hai k ye berukhi hai ya payaR hai
kabhi paas us k gaya nahi kabhi dooR us se raha nahi

:)
Pata chul geya kay aap wapiss a gai hain , Nice Choice as usual ! :)
GS was missing something badly....

[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
:)
Pata chul geya kay aap wapiss a gai hain , Nice Choice as usual ! :)
GS was missing something badly....
[/QUOTE]

ohhhhhhhhhhh tu ap be yahan paey jatey hain hamin dhookay main rakh k :(.....thanks any ways.....

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

**

:k::k::k:

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

ohhhhhhhhhhh tu ap be yahan paey jatey hain hamin dhookay main rakh k :(.....thanks any ways.....
[/QUOTE]

:) , zaroori kaam tha idher ;)

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

simply beautiful :k: especialy woh shair jo apnay post nahi kya :wink: :stuck_out_tongue:

Just Gr8 :k: :k: :k: :k: :k:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

loved it…beautiful as usual Nikami jii…:kiss::flower1:

Beautiful :k:

awwwwwww nikami jee kece hein app? :hug:
kaha thie itnei sal sei :teary1:
ghazal bih boht ache post ke hei :teary1:

Koi naheen achee yeh ghazal..mujhe to bilkukl bhee achee naheen lagee :frowning:

kyu nehe ache lage app koh :smash:

pher pehele kyu kaha tah beautiful hei :crying:

nikami jee corn bhae ko marei a ker :teary1:

Mujhe apna opinion badalne ka poora poora akhtiar hai :smiley:
Tum itna maartee kioon ho?Khuda na khwasta lag jaye to!!:teary3:

app kei sab ikhtyar khatem ho chuke thei :hehe: islie namanzoor opinion badelna :nono:
orr mere merze maron yah na maron :smash: sahe lege hote toh app ab teq sudher gei hote :hehe:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *


meray dil ki simet na dekh tu kisi aur ka ye muqaam hai
yahaN us ki yadaiN muqeem haiN ye kisi ko maiN ne dya nahi

mujhaY dekh k na jhuka nazaR na kawaar dil k tu band kaR
teRay ghaR maiN aa'oN gha kis tarha k maiN admi hooN hawaa nahi

meRay dil ko khushboo se bhaR gaya wo kareeb se yuuN guzaR gaya
wo meRi nazaR maiN tu phool hai usaY kia laga maiN pata nahi

ya badaR ab be sawal hai k ye berukhi hai ya payaR hai
kabhi paas us k gaya nahi kabhi dooR us se raha nahi
[/QUOTE]

Amazing, NJ sis Thanks for sharing :)

beautiful choice as always, bahna.
ho sake to shaayar ka naam bhii likh diya kijiye...
anyways..thanks for sharing.....

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

Bohat khoobsoorat ghazal hey NikamiJi:k:…thanx for sharing and welcome back:)

bhut khoob nikami siso :k:
thxs 4 sharing n welcome back :slight_smile:

Now thats the limit :smash:smash::smash:

bhut achay:k: