jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

***maiN samandrooN ka mizaj hooN abhi is nadi ko pata nahi
sabhi nadya’N muj se mili magar maiN kisi se ja mila nahi

meray dil ki simet na dekh tu kisi aur ka ye muqaam hai
yahaN us ki yadaiN muqeem haiN ye kisi ko maiN ne dya nahi

mujhay dekh k na jhuka nazar na kawaar dil k tu band kar
teray ghar maiN aa’oN gha kis tarha k maiN admi hooN hawaa nahi

meray dil ko khushboo se bhar gaya wo kareeb se yuuN guzar gaya
wo meri nazar maiN tu phool hai usay kia laga maiN pata nahi

ya muqadrooN ki likhawatiaN jo chamak gayeN wo parhi gayeN
jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

ya badar ab be sawal hai k ye berukhi hai ya payar hai
kabhi paas us k gaya nahi kabhi door us se raha nahi***

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

Khub

nice sharing.......thnx

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

ya muqadrooN ki likhawatiaN jo chamak gayeN wo parhi gayeN
jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi
**
Very touching & Beautiful!** :)

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

nice....

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

Boht khoob nikammi jee :flower1:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

bahut behatreen

maza aagaya
agar shayar kanaam pata ho tau pls bata ne meharbaani kijiye

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

shukria kabir lakin jahan se parhi thei
wahan se sha'er ka name laina bhool gaye :( ab yaad nahi kahan se parhi thei

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

Buhat khoob Nikami ji, thanks for sharing this beautiful piece:-)

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

thanks news

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

thanks reet :)

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

thanks Bb:)

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

thanks Hh :slight_smile:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

Wah ji wah…kya baat hey NikamiJi :k: zabardast ghazal hey, har sheir kamaal ka hey. I don’t know, but looks like Bashir Badr’s creation. Unka style hey ye. Anyway, hum tak to aap ney hi pohaNchai hey na ye, thanx for sharing :slight_smile:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

thanks Aymal chaliey ap ko moqa tu mila fursat tu mili yahan taak anay ki…wesay aj kal lagta hia k nikami taak poohnchnay ka visa lagna shoro ho gaya jo ap :p..g ye badar sahib ki hi hai u know am fan sum bary baray ap jesay poets ki :):blush:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

ha-ha-ha…Mogembo, khush huwa :smiley:

Re: jo meRay qalam se likha gaya usay keoN kisi ne parha nahi

ap Ramboo kab se banay :D..ap tu masoopm se shaa'er they jahan taak Nikami ko yaad parta :)