Mae kiya likhoon kay jo mera tumhara rishta hai
Wo aashiqi ki zubaan main kahin bhi durj nahi
Likha gaya hai bohat lutf-e-wisl o durd-e-firaaq
Magr ye kayfiyut apni raqum nahi hai kahin
Ye apna ishq hum-aaghoosh jis main hijur-o-wisaal
Ye apna durd kay hai kub sey hum-dum maah-o-saal
Is ishq-e-khaas ko hur aik sey chupaaye howey
Guzur gaya hai zamana galey lagaaye howey..
[QUOTE] Originally posted by ** Vivacious ***: *