Jo Maa’n k lafz ki mumkin zrra tafseer ho jaye..
yaqeen jaano k jannat harr qadam tameer ho jaye
ajab rishta hai Maa’n ka jis k maa’ni ho nahi sakte
na koii tan hai iss jazbe ka jo tassveer hoo jaaye
thikana Maa’n k qadmon mein agar mujh ko mayasar ho
yaqeen hai maire qadmon mein mairi taqdeer ho jaaye
Khudaya hashr ke din ke liye mairi Dua sun layy…
mairi fard-e-amal mein lafz Maa’n tehreer ho jaye
agarr Maa’n ki dua Maqbool` shamil ho ibadat mein
yaqeenan bandagii sahib-e-tauqeer hoo jaaye!!!
Addie
May 11, 2008, 1:56pm
2
Re: Jo maa'n k lafz ki mumkin..
zabardast
Re: Jo maa'n k lafz ki mumkin..
Very Nice Shumaisa ...
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
agarr Maa’n ki dua Maqbool` shamil ho ibadat mein
yaqeenan bandagii sahib-e-tauqeer hoo jaaye!!!
beautiful tahReer
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
Beautiful sharing …
Happy Mothers day to all of you
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
Beautiful as rainbow shum sis
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
Buhat khub:lajawab:Shamaisa and NikamiJano
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
Yeh tu banner hona chahiy th aaj GS per:lajawab:
PS: Waisy just noticed O kuch Q sa nahi lag raha:hmmm: in this case banner perh ker log kahin gy MQM day likha hy:D
Re: Jo maa’n k lafz ki mumkin..
beautiful beautiful beautiful.. buhat khoob..
Daanie
May 12, 2008, 8:19am
10
Re: Jo maa'n k lafz ki mumkin..
buhut khoob :)
muddii
May 12, 2008, 8:23am
11
Re: Jo maa'n k lafz ki mumkin..
Zabardast Shumaisa:)
Re: Jo maa'n k lafz ki mumkin..
very nice.