jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya.
Isi kashmakash mei jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya.

Kabhi be bassi me hi hans diye kabhi hansi ne hum ko rula diya.
Kabhi phool say rahi berukhi,kabhi khaar say hath mila diya.

Kabhi ik ko apna na ker sake,kabi khud ko sab ka bana diya.
Yu hi din guzar gaye pyar kay,yu hi khwab khud ko bana diya.

Jo mila nahi wo mera hua, jise kho diya use pa lia.
Ye ajeeb khel hain pyar kay, ik khel se hi nibha lia.

Hai ajeeb shaan ki zindagi,k main haarta raha jeet ker
jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya</font?

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

wah.. its beautiful..

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

WOW zaberdast :k:

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

wah wah wah

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

buhat khoob :k:

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Hai ajeeb shaan ki zindagi,k main haarta raha jeet ker
jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

bakamal shairy

[quote="Shab-e-Hijar"]

* Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya. Isi kashmakash mei jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya. **Kabhi be bassi me hi hans diye kabhi hansi ne hum ko rula diya. Kabhi phool say rahi berukhi,kabhi khaar say hath mila diya.** Kabhi ik ko apna na ker sake,kabi khud ko sab ka bana diya. Yu hi din guzar gaye pyar kay,yu hi khwab khud ko bana diya. Jo mila nahi wo mera hua, jise kho diya use pa lia. Ye ajeeb khel hain pyar kay, ik khel se hi nibha lia. Hai ajeeb shaan ki zindagi,k main haarta raha jeet ker jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya Beautiful Sharing Shabo :) *

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Zabardast Sharing Shabo :~)

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Kabhi be bassi me hi hans diye kabhi hansi ne hum ko rula diya.

very nice

thanks all :flower1:

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

vvv nice.!

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Wah,,,zabardast..

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Bohat Khoob Shabo ;)

Shab kiya baat hai.......................marvlous:)

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Wah Jenab, kya baat hay

Buhut khob Shabo ji

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

Bohot khuub...mashallah

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

buhut khoobsurat :)

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

bohat khoob chando jee. :k:

Re: jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya

lo kaaR lo gal shabo hoR koi jaga nahi mili thei sulanay ko :p

PS: Beautiful sharing like always :)

[quote="Shab-e-Hijar"]

* Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya. Isi kashmakash mei jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya. **Kabhi be bassi me hi hans diye kabhi hansi ne hum ko rula diya. Kabhi phool say rahi berukhi,kabhi khaar say hath mila diya.** Kabhi ik ko apna na ker sake,kabi khud ko sab ka bana diya. Yu hi din guzar gaye pyar kay,yu hi khwab khud ko bana diya. Jo mila nahi wo mera hua, jise kho diya use pa lia. Ye ajeeb khel hain pyar kay, ik khel se hi nibha lia. Hai ajeeb shaan ki zindagi,k main haarta raha jeet ker jo khuwab ubhray they ankh main unhain Aankh main hi sula diya ****its sooooooooo beautiful shabbo. and very emotional.*** * *