ajeeb hijar parasti thi uski fitrat maiN
shajar k totay pattay talash karta tha
tamam raat wo parda hata k chaand k sath jo kho'gaey haiN wo lamhay talash karta tha
dua'yaiN karta tha ujray hoo'vay mazaaroN par baray ajeeb saha'ray talash karta tha
mujhay to aaj bataya ha badlooN nay "Wasi" wo lout aa'nay k rastay talash karta tha
<!-- / message --><!-- sig -->
Buhat Hee Farigh Qisam ka Insaan Tha...................
Nice sharing:)