Aap k pyar main hum sanwarnay lagay
dekh kar aap ko hum nikharnay lagay
is kadar aap se hum ko muhabbat hui
toot kar bazoun main bikharnay lagay
aap jo is tarah se tarpayain gay
aisay aalam main pagal ho jayain gay
ye lub zara takrayay jo
dilbar k hon t se
chingariyan urnay lageen
shabnam ki chot se
jism se roh main hum utarnay lagay
is kadar aap se hum ko muhabbat hui
toot kar bazuon main bikharnay lagay
aap k pyar main
hum sanwarnay lagayyyyyyy