faizy
April 15, 2005, 7:33am
1
wo ZAMANA kah raha hay
ye fasaana bann gayi hay
meri baat TALTAY taltay
yoonhi koee mill gaya tha
sar-e-rah chaltay chaltay
ye chiraagh bujh rahay hain
mairay sath jaltay jaltay …
aray kambakhton! DAY DO MERA LOTA! qoum ki izzat, makaan ki khushboo aur mairay pait ka sawaal hay.. nahi to BOHAT gandagi phailay gi, i aint joking
aray DEKHA HAY KISI NAY MERA lotaaaaaAaA?A?aaAaAaA???
dard-o-takleef say raindance ko yaad kareeng (atleast kambakhat PIC post kar daita tha, yaar tu KITHAY aaayyyyy??? bina TONTI ke hee dikha dayy)
(:D)
Re: jo kahi gayi na mujh say
jau laug akailay akailay khatay peetay hayn n jhootay munh poochtay bhi nahi hayn , un k sath aisa hi hona chahiye
on da courtesy side sorry na it will not make any difference even if i’ll send u a lota frm here i mean jub tuk wauh wahan puhnchay ga tub tak tau
Azad
April 15, 2005, 9:01am
3
Re: jo kahi gayi na mujh say
acha gana hay
Re: jo kahi gayi na mujh say
:(
faizy
April 15, 2005, 9:32am
5
Re: jo kahi gayi na mujh say
seema: LOLZ! awwwww.. acha when ju r here or me there, tabb hamari taraf say treats pakki..
theek?
Re: jo kahi gayi na mujh say
Zamana kharab haI ..
faizy
April 17, 2005, 7:05am
7
Re: jo kahi gayi na mujh say
aray koee DAY TO DAY MERA lota pahlay.. zamaana giya tail lainay:bummer:
Re: jo kahi gayi na mujh say
what song is this?
kaun
April 17, 2005, 7:16am
9
Re: jo kahi gayi na mujh say
beta tera LOTA richmond hill meiN hai aa ker ley ley
Re: jo kahi gayi na mujh say
Re: jo kahi gayi na mujh say
lota
faizy
April 17, 2005, 9:20am
12
Re: jo kahi gayi na mujh say
tusi apni fikar karo..:roman:
apnay lotay ki khair hay, albatta, teri maut mujhay lagta hay, mairay haathon hee hogi.. aur kutbay par likha hoga.. “danial”, born/dead ke baad:
" not forgiven for stealing FAIZY’s lota "
h i s t o r y - o f - f a i z y - i s - w r i t t e n
Re: jo kahi gayi na mujh say
wasn't there another song which went something like
lota kahan bhool aaye
pyaare nandoya (Rainu Unkil in our case)