Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
na marne deygi ulfat, na jeene de zamaana
Hum duniyaa ki har rasm, chup reh ke nibhaa lain
bas shart hai sirf itni, phir tum na yaad aana
jo humne ki muhobatt to ban gayaa fasaana
Hum jaan ke hi khud ko, andheron mein kho diye
shayad na hogaa mumkin, tum se nazar milaana
na marne deygi ulfat, na jeene de zamaana
Sab dard pee liye, ke chup reh ke jee liye
jo mil gayee khushi, na aaya muskuraana
jo humne ki muhobatt to ban gayaa fasaana
Jo jurm huaa hum se, tou mil gayee sazaa bhi
wo dur huey hum se, bas kar ke ek bahaana
na marne deygi ulfat, na jeene de zamaana
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
Nice one... Tnx Angel :)
Aryaan
3
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
Bohat khoob SaQi …:k:
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
veryy nice saQi jee.. thanks for sharin flowerz
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
nice :(
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
Goldon Scorpion, Aryaan, Heart Heacker and Mem Saab thank you all
system
7
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
*Shayad na hoga mumkin, tumsey nazar milana
Na marnay dey gi ulfat, na jeeney dey ga zamana *
Nice... :-)
Re: Jo humne ki muhobatt, tou ban gayaa fasaana
KN, Thanx
reet
9

wah Saqi g....