ehsan
1
**taviil sadiyon ke besadaa manzaron se puuchho
merii tabaahii kii daastaan pattharon se puuchho
****tumhaare mahalon kii shaan-o-shaukat bhii aarazii hain
hamaare maazii kaa kyaa huaa, maqabaron se puuchho
****zaruuraton ne zubaan par pahare bithaa diye hain
jo ham pe guzarii hamaare ujare gharon se puuchho **
Re: jo ham pe guzarii hamaare ujare gharon se puuchho
I read it as PathanooN

Sorry @jiia;
ehsan
3
Re: jo ham pe guzarii hamaare ujare gharon se puuchho
koi haal nahin