ye jamal kya, ye jalal kya, ye arooj kya, ye zawaall kya
woh jo pair jur say ukhar gya usay mousamoo'n ka malal kya
woh jo lamha lamha bikhar gya, woh apni hud say guzar gya
usay fikar sham-o-sehar kya, usay ranjish mah-o-saal kya
huwa reza reza jo dil tera isay jor jor kay mut dekha
woh jo apnay husn mai must hai usay a’ainay ka khyal kya
wohi hijar raat ki baat hai wohi chand taroo’n ka sath hai
jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
kisi aur say karay kyu gila hamay apnay ap say dukh mila
woh jo dard-e-dil say ho ashna usay dunia bhar ka wabal kya
wohi gard gard gubar hai wohi charoo’n auurh fashar hai
woh jo khud ko bhi nahi janta woh ho mera waqif-e-haal kya
isay sa’ad kasa bataye hum isay kis say jakay milaye hum
woh to khud sarapa misal hai ye gulaab kya ye ghazal kya
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
wel Umdaa Kalaam Shab jee:)
bohat acha laga parh kar!!
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
shukriya g 
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
wohi gard gard gubar hai wohi charoo’n auurh fashar hai
woh jo khud ko bhi nahi janta woh ho mera waqif-e-haal kya

muncho
5
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
woh jo lamha lamha bikhar gya, woh apni hud say guzar gya
usay fikar sham-o-sehar kya, usay ranjish mah-o-saal kya
huwa reza reza jo dil tera isay jor jor kay mut dekha
woh jo apnay husn mai must hai usay a'ainay ka khyal kya
wohi gard gard gubar hai wohi charoo'n auurh fashar hai
woh jo khud ko bhi nahi janta woh ho mera waqif-e-haal kya
jabarjung poetry g :)
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
woh jo lamha lamha bikhar gya, woh apni hud say guzar gya
usay fikar sham-o-sehar kya, usay ranjish mah-o-saal kya
buhat khob shab
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
jo shair mujhay ziyda achay lagy woh kisi aur ko kyu nahi 
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
sher nay apko pasand nahi kia na
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
song sunaoo? 
IS
10
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
[QUOTE]
wohi gard gard gubar hai wohi charoo'n auurh fashar hai
woh jo khud ko bhi nahi janta woh ho mera waqif-e-haal kya
[/QUOTE]
Very Nice
Aryaan
11
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
Aur mujhe tau poori ghazal hi bohat achi lagi..
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
w0w
Ali_2
13
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
buhat khoob :lajwab:
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
Buhat khoob.. :k:
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
wohi gard gard gubar hai wohi charoo’n auurh fashar hai
woh jo khud ko bhi nahi janta woh ho mera waqif-e-haal kya
:k:
very cool 
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
good one
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
thanks all 
Sheal
18
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
bohot khoob :k:
Re: jo faraq say ho ashna usay arzo-e-wasal kya
jis k pass faraq ho usay pajama b tu chaiey na :D
achi post hia :)

hum paindo nahi jo faraq kay sath pajama pahnay :AID: