we can never blame our mother land for our frustration......ye mera aur is dharti pe basnay walay ek ek shakhs ka qasoor hai...ham mein se he tu hain wo laug jo yateemon ka maal khatay hain aur qabar khaud ke murdon ke kafan chori kartay hain...ham sab apnay aap ko kesay bari u zimma kar saktay hain...hamari dharti tab tk bhook uglay gi jab tak is ke haq adaa nahi kiye jatay...shayid jagnay ka waqt aan poncha hai magar hamein shaoor nahi.