Jo Chala Gya Mujhe Chor Ker

Re: Jo Chala Gya Mujhe Chor Ker

bahot Khoob..is kii bahr mujhe bahot bhali lagii kiuN k yeh merii maHboob tareen bahr hai. isii se miltaa jultaa ek gaanaa bhii thaa:

jo chalaa gayaa use bhool ja, vo na mil sakgaa tu bhoola jaa!

maiN ne is Ghazal ko gungunaa kar bhii paRhaa…lutf aa gayaa. thank you Fizza. :slight_smile: