~*Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai*~

zabardast, bohat khobsurat ghazal hai :k::k:

Thanks :slight_smile:

Xcellent …:k:
Thanks for sharing !

:-)

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

very good , thanx for sharing kn :flower2:

Mera naam tak jo na le saka, jo mujhe qaraar na de saka
Jissey ikhtiyaar to tha mager, mujhe apna pyar na de saka

Thank You Amarbail, Anwaar & Umar :flower1:

u the great :k: very nice

I am not… :slight_smile: Thanks for liking :flower1:

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

thanx alot 4 sharin

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

us kay hoonto pay kuch kaamptaa reh gaya
aatay aatay mera naam sa reh gaya

woh meray saamnay hi gaya aur
raastay ki tarah dekhta reh gaya

jhoot waalay kuhi say kuhi burrh gaey
aur main tha kay such bolta rehgaya

aandhi kay iraaday to achay na thay
yey dia kaisay julta hua reh gaya

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

Thank you Jaan Lewaa :slight_smile:

harf-e-junoon: Nice one… :k:

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

excellent ghazal
its going to my collectoin thankx 4 sharing

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

bohot bohot bohot aur bohot achay.......
zaberdast, shayed alfaz main bayan bhe na ho sakay itna acha.............
thank you very much

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

maddi & salman11: Pasand farmaaney ka bahut bahut shukriya :-)

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

nice poem!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! u rock!:)

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

khamosh plese aisa kuch aur hay ti mujahy bhej doo pleez
bohot bohot thanks tumhara and i will wait

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

Really nice one. :)

Meer Taqi Meer was perhaps one of the very first to face this situation.

Ji mein tha uss se milye to kya kya na kahye Meer
Pur jub mile to reh gaye na-chaar dekh ker

Taab kis ko jo haal-e-Meer sune
Haal hi aur kuch hai majlis ka

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

Wohi aankh hai mere ru-ba-ru, ussi haath mein mera haath hai
Jo chala gaya mujhe chor kar wohi aaj tak mere saath hai

Mera naam tak jo na le saka, jo mujhe qaraar na de saka
Jissey ikhtiyaar to tha mager, mujhe apna pyar na de saka

Jo na mil sakey wohi bewafa, yeh bari ajeeb si baat hai
Jo chala gaya mujhe chor kar, wohi aaj tak mere saath hai

very beautifulllll..! :flower1:

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

pari & safeena: Thank you :flower1:

salman: In fact, there is nothing like this… Like every other poem, it has its’ own value in its’ own way… I can share some more of my own choice, but then again don’t know if you’ll like it or not…

umer: Thank for sharing these beautiful ashaar… Meer was a great poet for sure and all of his poetry was nothing less than masterpiece… he even said himself…

Sahal hai Meer ka samajhna kya
Har sukhaN uska ek muqaam sey hai

And not himself… even other poets like Ghalib did acknowledge Meer’s greatness…

***Rekh-tay key tum hi ustaad nahiN ho “Ghalib”
Kehtey haiN agley zamaney meiN koi Meer bhi tha ***

Re: ~Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar, Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai~

very nice again keep it up
thanx