isaY yaad rakhna muhal tha mujhay bholnaY pe be malal tha
meRi fikaR ko jo jaa mili wo teRa he husan-e-khayal thaa
ye haR aik shaam dee’ya jala k hawaa’ooN se meRa pochna
tum he kuch bataa’O k kia huwa meRa jo aakhri sawal tha
faqat aik zarb-e-khafeef se meRa abgheeNa bikhaR gay’aa
jo bikhaR gay’aa tu pata chala k samitNa kitna muhaal hai
ram-e-aaho jesay graiz paa ho khud aa’gahi k saRaab maiN
wohi hijratooN ka faRaib tha wohi zakhmi dil ka gazaal tha
wow…bohat zabar10 niamijanu…:k:
thanx for sharing:kiss:
Re: jo bikhaR gay’aa tu pata chala k samitNa kitna muhaal hai
beautifullllll :k:
nikii
4
bhut khoob nikami siso :k:

Amal
5
Re: jo bikhaR gay’aa tu pata chala k samitNa kitna muhaal hai
bohat khoob NikamiJi:k: … nice selection:)
Re: jo bikhaR gay'aa tu pata chala k samitNa kitna muhaal hai
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
isaY yaad rakhna muhal tha mujhay bholnaY pe be malal tha
meRi fikaR ko jo jaa mili wo teRa he husan-e-khayal thaa
ye haR aik shaam dee'ya jala k hawaa'ooN se meRa pochna
tum he kuch bataa'O k kia huwa meRa jo aakhri sawal tha
faqat aik zarb-e-khafeef se meRa abgheeNa bikhaR gay'aa
jo bikhaR gay'aa tu pata chala k samitNa kitna muhaal hai
ram-e-aaho jesay graiz paa ho khud aa'gahi k saRaab maiN
wohi hijratooN ka faRaib tha wohi zakhmi dil ka gazaal tha
[/QUOTE]
Beautiful, NJ sis :-( Thanks for sharing
Thanks…Passion
…Chando g..niki sis..Amal…SB…and G-e-tea