jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

Re: Re: Re: Re: jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

lo kaar lo baat chando g k leay chor dya ha na a…:wink:
masom ko :smash: :teary3:

thanks Capri..MDM..GKK..Pharma...dilse..tootasky...hamzad...thanks every one...:)

Re: Re: Re: Re: Re: jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

aww maro to nahee i was jus kidding :kiss:

Re: Re: jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

[QUOTE]
*Originally posted by Mirza Ruswa: *

Salaam paglee jee

waaah kiyaa haseen ghazal hai
Itna behtareen intekhaab hai aapka

faqat aik zarab-e-khafeef se mera aa'bgena bikhaR gaya
jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

Rum-e-ahoo jesay gurez-pa, ho khud aa'gahi k saRab maiN
wohi hijratooN ka faraib tha wohi zakhm-i-dil ka gaza'al tha

Alfaz nahee hain Midah saraee k liyay

Ummeed hai mazeed issi meyaar ka kalaam aap ki taraf say paRhnay ko milega.
Shukriyaa

Sham
[/QUOTE]

W'salam unkle je
aji bandi is qabil kahan unkle je ap tu sherminda karnay per he tulay hain ..:)...ab mazeed post karnay ka soochey ghi ap ki bateeji mah kahti un k leay be kuch chora jaiey ab next gazal wo laein ghi kahin se keon chando ha na :p

jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *

W'salam unkle je
aji bandi is qabil kahan unkle je ap tu sherminda karnay per he tulay hain ..:)...ab mazeed post karnay ka soochey ghi ap ki bateeji mah kahti un k leay be kuch chora jaiey ab next gazal wo laein ghi kahin se keon chando ha na :p
[/QUOTE]

Salaam paglee jee

yaqeenan aap ka intekhab itna umda hai k bay ikhtiyaar aap say mazeed ka sawal kar baithay.
Raha sawal hamari bhateeji mah ka ( waisay aap nay bhi unkle ka darja hamen ata kiya huwa hai iss lihaaz say aap bhi bhateeji hi hueeN) to arz yeah karoonga k aap donoN hi ka intekhaab Aala hai.

Sham

Re: jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

:blush:

Bohut umda paglee

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Bohut umda paglee
[/QUOTE]

shukria azad..:)

Re: jo bikhaR gaya tu pata chala k simitna kitna muhal tha

Bohat khoob Paglee:k:…aap itni paglee lagti nahi ho wesey;)