main nay kal spaghetti kay kabab banai..socha tou yehi tha kah bohat sara bana kar rakh doongee ..magar aisa hua nahi..![]()
jab main kabab ki shakal day rahee thee tou meray doosray bhai bhabhi with bacha party aagaye..main nay ek kabab fry karkay rakha tou bhabhi nay taste kia ..kharay kharay tou woh 2 chut kar gayeen..phir tou main kabab banatee gayee..woh fry kartee gayeen aur sab khaatay gay..magar aakhir main mujhay kuch nahi mila khaanay ko
sab ko pasand aaya…
phir jab woh log chalay gaye tou ammi nay mujhay 2 kabab diyah..jo unho nay meray liyah chupa diyah thay ![]()
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
aaww u poor girl
between would u gimme the recipe :D
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
CG:
na ata na pata…kya karoon?
redrose: haan zaroor..PM kardoon gee ![]()
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
mujhay foran Recp post kero * snooty *
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
kab kero gi ![]()
mujhey chaiyee iam serious
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
acha na kar rahee hoon..tum Problem girl ko forward kardena..theek hai..abhi 2 minutes baad apna PM check karna..:D
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
alright iam waiting ....
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
hain.. tum ko maalaoum hian..
fedex kar dayti yaar :S
bhook say bura haal ho raha hai.. ![]()
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
aisa kero tum resp try ker kay maujhay kabab he bhej daina * blush |*
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
I love food (prepared by others)
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
didnt get the pm yet ![]()
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
meray pass fedex karnay kay paisay nahi hain ![]()
redrose yaar ab check karo na..
pG haan haan kyun nahi ![]()
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
me too..main tou doosron ka hi khaati hoon..apna doosron ko bohat tarsa tarsa kay khilatee hoon :p
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
…
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
mere liye kio naye rakhe
khud khaa gaye:(
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
pooch to laitei humse
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
kya poochtee?
Re: Jo banata hai usko kyun nahi milta?
Yahi kah kiya pasand hay humain ![]()