Jo aata hai zakhm lagaanay aata hai

Re: Jo aata hai zakhm lagaanay aata hai

bahot Khoob Jawed Bhai…FaseeH Bhai ne jo farmaayaa uske 'ilaava maiN 'arz karnaa chaahuuNgaa k saHeeH talaffuz Gharaz hai na k Gharz aur lafz EK [alif, ye, kaaf] ko IK [alif, kaaf] honaa chaahiye…nazar-e-saanii kar leN plz. shukria.

donoN alfaaz kii tasHeeH ke ba’d vazan meN farq aa jaayegaa is liye is par Ghaur farmaaiyegaa. shukria