hongay kabhi hum juda…
hongay kabhi hum juda
maine yeh socha na tha
yeh sitam tu bata..kyon hua?
jiya na jaye..
teray bin sathiya
yadon main tu hai..
raat din saathiyaa!!
Aye aur jaye mausam
mujh ko tanhayee ka ghum
mushkil safar
poochon kisay? manzil kahan?
dil ka to haal hai aise
sehra main phool ho jese
veeran haii…meraaa jahaannn
mujh ko nahi hai khabar..
kis ki lagi hai nazar?
yeh sitam tu bata kyon hua??
jiya na jaye..teray bin saathiya
yadon main tu hai
raat din saathiya..
gum sum hain pagal naina
mehfil main tanha rehna
o bayqadar..kyon ishq ko..
ruswa kiyaa?
mujhse taqdeer bhi roothi
dil ki umeed na toooti
tootaingeen yeh khamoshiyan
tum thay mere humsafar
kis ki lagi hai nazar
yeh sitam tu bata kyon hua??
jiya na jaye
teray bin saathiya…
zindage mai log miltay hai beecharnay kay leyah , hum kabhi kabhi woh nahi soochtay jo humhari zindage mai aik nah aik din ana hota hai . . . aksar hum appni aik khoowabo ke duniya bana kar rah rahay hotay hai jo in last khatam he karna parta hai kyun kay jis saharay kay sath hum appni zindage goozarna chatay tha woh sahara hum ko bay-sahara kar deta hai . . . magar zindage jeenay ka naam hai . . . hum insan zindage mai aik bar peeda hotay hai or bar bar martay hai . . . so try to be happy coz zindage aik bar mele hai or marna bhi aik bar hai tu phir pal pal marna kiya . . . so plz not for me not for anyone .. just for u n for ur seek of ur family try to be happy or doosaray logo ke chooti chooti khooshiyo mai appni khooshi talash karo , im sure zindage aram say goozar jaie ge :)
aik or baat , maray grandfather nay mujh ko aik baat bole the jab mai choota tha or aik TOY mera tot geyah tha or mai boohat rooo raha tha . . . . boohat takleef thi us din kyun kay woh toy mujh ko boohat pyara tha , mai us ko appnay pass lay kar soota tha us kay bagar mai soo he nahi pata tha . . . . . so us din maray grand father nay mujh ko bola rohail dekho zindage mai jo chala geyah woh wapas nahi aie ga , us ko yaad karo gay tu or roona aie ga or dukh ho ga tum ko , kuch hasil nahi ho ga . . . or aik or baat yaad rakhna kay jo hai tumharay zindage mai us ko janay nahi dayna or har pal kooshish karna woh zindage mai rahay . . . and in last mujh ko unho nay TOY deyah jo kay meray TOY say milta jolta howa tha . . . manay us ko dekha or chup ho geyah , is baat mai mari boohat batay choopi hoie hai . . . agar sumjho tu sab kuch hai nah sumjho tu kuch bhi nahi .