JIT , Mulzam , Nawaz Shareef Haziir ho #ملزم_نوازشریف_حاضرہو

Re: JIT , Mulzam , Nawaz Shareef Haziir ho #ملزم_نوازشریف_حاضرہو

Aap boht achhay aur boht masoom aadmi hain , aap kay taulqat bhi baray logon say hain , magar aap in thugon zalmon ko kabhi pehchan na paiay
Altaf aur Imrtan donon aik jaisay hain , Tareeqa e kar mukhtalif hay
Itnay hi lambay dalail aap Altaf kay liay dia kartay thay
Main kabhi zardari ki hamait naheen karata , aap bhi ahtiat kia karain