Aceones
1
usai apnai ferda ki fikker thee jo mera waqfi-e-hal tha
woh jo us ki subh-e-urooj thee wohee mera waqt-e-zawal tha
meri bat kaisay woh janta mere bat kaisay woh manta
woh to khud fana kay saffer main tha usai rokna hee mahaal tha
jo us kai pass aagya wohee roshnee main naha gayaa
ajab us ka haibt-e-hussan tha ajab us ka rang-e-jamaal tha
mujhay chor ker kahan jaoo gay, main pooch pooch ker thak gayaa
woh mujh ko jawab tak na day saka, woh to khud sirapa sawaal tha
barsoon bad milla bhi to meray lub per koi gilla na tha
meri chup nay usay rula diya jissay guftagoo main kamaal tha
meray galay say lag ker ro diya bus faqat itna woh keh saka
jisay janta tha main zindgee woh sirf wehm-o-khayaal tha
parveen shakir
abc1234
2
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
bohot khoob
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
very nice
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
beautiful :k:
ajj subh mae yehi ghazal post kerne ka soch rahi thee..
..
luv this ghazal.. thanks for sharin
PS: aap zinda ho? :halo:
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
aray haan.. one thing more
first shair ki 2nd line ye hai wo jo us ki subh urooj thee wohii mera waQt-e-zawaal tha
Koyal
6
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
v nice one thanks for sharin:)
Aceones
7
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
mod bibi: thnx
dil dhoondta:
HeArT HaCKeR:
Koyal:
Aceones
8
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
mod bb: thnx
dil dhoondta: shukriya
HeArT HaCKeR: to kardeni thi na post, and yeah abhee hum zinda hain 
Koyal: thnx for liking
Aceones
9
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
thnx for correction :k:
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
nice...
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
kerne lagii thee mgr aap already ker chuke thay :halo:
mubarak ho! :halo: kahan ghayab hien waise aap? 
Aceones
12
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
sulemani chadar oRhi hoi thee is liye nazar nahi araha tha 
ps: i was in khi
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
lol… 
hain suchii?? mae bhee pak gayee hoee thee na.. lekin khi nahi gayee.. shukr hai.. :halo:
Amal
14
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
amazing :k:
Aceones
15
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
thnx for liking the post
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
beautiful choice **Aceones… **thanks for sharing 
system
17
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
Parveen Shaakir's poetry is somehow intoxicating... Thanks for sharing this masterpiece of her :-)
Aceones
18
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
thnx rameesha and khamoshnigahain
Re: jissay guftagoo main kamaal tha
no doubt its beautiful .. :k: ..