jisko bhii chaha usse toot ke chaha

aaj bhi hain mere qadmon ke nishan aawara
teri galiyo mei bhatak te the jahan aawara

tujhse kya bichhde to ye ho gayi apni haalat
jaise ho jaaye hawaon mei dhuaan aawara

mere sheron ki thi pehchaan usi ke dam se
usko kho kar huye benaam-o-nishan aawara

jisko bhii chaha usse toot ke chaha “Raashid”
kam milenge tumhe hum jaise yahan aawara

jisko bhii chaha usse toot ke chaha

Hmmmmm :hmmm:

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

Nice 1.......
**
jisko bhii chaha usse toot ke chaha "Raashid"
kam milenge tumhe hum jaise yahan aawara**

hmm...........jisko bhi............how many.....?

jisko bhii chaha usse toot ke chaha

^ I wanna know too.

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

kai baar kaha hai poster ka shayar se mutafiq hona zaroori nahin :snooty:

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

aj phir tuten gei tery ghar ki nzuk khirkiyan
aj phir dekha gaya dewana tere sheher mein

Natayo na hane.

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

lykin is sawal pay main or Kinzz to mutafiq hyn…

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

wah ji wah

Re: jisko bhii chaha usse toot ke chaha

SGHAR SADIQI mery fav