jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

kaho wo dasht kesa tha?
jidher sab kuch lutaa aa’ey
jidher ankhaiN ganwa aa’ey
kaha’ sailaab kesa tha’ bohat chaaha k bach niqlaiN magar sab kuch baha aa’ey
kaho’ wo hijar kesa tha?
kabhi choo kar usay dekha
tu tum ne kia bhala paa’eya
kaha’ bus aag jesa tha usay choo kar tu apni rooh ye taan mun jala aa’ey
kaho wo wasal kesa tha?
tumhaiN jab choo lee’a us ne
tu kia ahsaas jaga tha?
kah’ ik raastey jesa jidher se bus guzarna tha makaa’N lakiN bana aa’ey
kaho wo chand kesa tha?
falak se jo utar aa’ya
tumhari aankh maiN basnay
kah’ wo khawab jesa tha nahi taabeer thei us ki isay ik shab sulaa aa’ey
kaho’ wo naam kesa tha?
jisay seharaa’ooN aur chanchal
hawaa’ooN per likha tum ne
kaha’ bus moasmooN jesa najany kis tarha kis paal kisi roo maiN mita aa’ey

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

beautiful. . .

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

zabar10 :k:

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

pehlay bhi post hoee hai.. neways thanx for sharing =)

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

Beautiful :)

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

thanks heartu:)

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

:blush:

haab soocha sab kartey pahli post huwei huwi dus dus dafa is dafa koyal b kar he lay:D

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

:blush:

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

Very Nice … :flower1: Tnx For Sharing Koyal MamooN :stuck_out_tongue:

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

Nice one Koyal,

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

khoob

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

v nice :k:

Re: jisay seharaa'ooN aur chanchal hawaa'ooN per likha tum ne

very nice

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

thanks Golden baji ap ki tashreef kabhi kabar ati mod pata nahi apnay ko kia samjtey :snooty:

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

:blush: i know koyal is nice :blush:

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

:blush:

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

thanks:)

Re: jisay seharaa’ooN aur chanchal hawaa’ooN per likha tum ne

:blush::slight_smile: