Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

**Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka
Ye Kiya Sitam K Who Bhi Hamara Na Ho Saka

Ankhoon Ne Jis K Wasta Sadiyon Safar Kiya
Wo Youn Mila K Us Ka Nazara Na Ho Saka

Main Nay Har Ek Rukh Pay Nigahain Bekhair Deen
Lakin Badal Koi Bhi Tumhara Na Ho Saka

Jo Rah-E-Guzar Ishq Main Pathar Banay Rahay
Un Sa Kisi Bhi Toor Kinara Na Ho Saka

Mujh Ko Kis Liya Shikwa Ho Gair Say
Khud Jub Main Apnay Dukh Ka Sahara Na Ho Saka**

Re: Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

Loved the last 4 liness

Re: Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

Nice

Re: Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

**Ankhoon Ne Jis K Wasta Sadiyon Safar Kiya
Wo Youn Mila K Us Ka Nazara Na Ho Saka

kiya hawa ke ghoRe per sawar tha?
**

Re: Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

ho bhi sakta hy...........

Re: Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka

very nice :k: